allsnsrank
회원가입

Chun Chun Karti Aayi Chidiya | चुन चुन करती आई चिड़िया | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons

ZappyToons and Friends
구독자 385만명
조회수 314,339회 · 좋아요 303 · 참여율 0.10% · 2026-07-04 📊 채널 정보 보기 ▶ 유튜브

지금 보고 있는 영상

Chun Chun Karti Aayi Chidiya | चुन चुन करती आई चिड़िया | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons
조회수 314,339
영상 설명 · 눌러서 펼치기
Chun Chun Karti Aayi Chidiya | चुन चुन करती आई चिड़िया | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons


Lyrics -

Chun Chun Karti Aai Chidiya
Daal Ka Daana Lai Chidiya
Chun Chun Karti Aai Chidiya
Daal Ka Daana Lai Chidiya
Mor Bhi Aaya, Kauva Bhi Aaya
Chuha Bhi Aaya, Bandar Bhi Aaya
Chun Chun Karti Aai Chidiya

Bhookh Lage Toh Chidiya Raani
Moong Ki Daal Pakaaegi
Bhookh Lage Toh Chidiya Raani
Moong Ki Daal Pakaaegi
Daal Pakaaegi Daal Pakaaegi
Kauva Roti Laaega
Laake Use Khilaaega
Mor Bhi Aaya, Kauva Bhi Aaya
Chuha Bhi Aaya, Bandar Bhi Aaya
Chun Chun Karti Aai Chidiya

Chalte Chalte Milega Bhaloo
Hum Bolenge Naacho Kaaloo
Nacho Kaaloo Naacho Kaaloo
Munna Dhol Bajaaega
Bhaaloo Naach Dikhaaega
Mor Bhi Aaya, Kauva Bhi Aaya
Chuha Bhi Aaya, Bandar Bhi Aaya
Chun Chun Karti Aai Chidiya

Saath Hamaare Chale Baraati
Main Toh Hoon Munne Ka Haathi
Munne Ka Haathi Munne Ka Haathi
Sidhe Dilli Jaaoonga
Teri Dulhaniya Laaoonga
Mor Bhi Aaya, Kauva Bhi Aaya
Chuha Bhi Aaya, Bandar Bhi Aaya
Chun Chun Karti Aai Chidiya


#chunchunkartiaayichidiya #nurseryrhymes #kidsvideos