allsnsrank
회원가입

Khilone Wala Aaya | खिलौने वाला | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons

ZappyToons and Friends
구독자 390만명
조회수 51,224회 · 좋아요 53 · 참여율 0.10% · 2026-10-13 📊 채널 정보 보기 ▶ 유튜브

지금 보고 있는 영상

Khilone Wala Aaya | खिलौने वाला | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons
조회수 51,224
영상 설명 · 눌러서 펼치기
Khilone Wala Aaya | खिलौने वाला | Hindi Nursery Rhymes - Zappy Toons


Lyrics :

Khilone wala aaya
Lekar dheron khilone
Har rang k hain ye milte
Tarah tarah k hain ye khilone

Khilone wala aya Khilone wala
Khilone wala aya Khilone wala

Dekh Khilone munna aaya
Laya sang apna bhaiya
Pyara lage khilona neela
Hai jo bada aur chamkeela

Khilone wala aya Khilone wala
Khilone wala aya Khilone wala

Chunnu ne phir hath uthaya
Ek khilona usko bhaya
Pasand aaya khilona peela
Hai jo pyara aur chamkeela

Khilone wala aya Khilone wala
Khilone wala aya Khilone wala

Chunni bhi phir daudi aayi
Sang mein apni gullak laayi
Pasand aayi gudiya rang birangi
Pyari si aur chamkeeli

Khilone wala aya Khilone wala
Khilone wala aya Khilone wala

Shaam hui sab ghar ko aaye
Apne pyare khilone laaye
Hans hans kar sab khele mil kar
Yaad rahe ye din sundar

Khilone wala aya Khilone wala
Khilone wala aya Khilone wala

#KhiloneWalaAaya ##FunSongs #KidsEntertainment #MusicalRhymes